Ab Sh0q-e-Safar, Khawahish-e-Yakjaaii Bah0t Hai,
Dushman Hi Milay Raah Main Tanhai Bahot Hai,
Hum K0n Se Ghalib Thay K Sh0hrat Humain Milti?
Duniya, Teri itni b pazerai bahut h,
Zakhm0n ki numa'esh ka saliqa nhi hum k0,
W0 hen k unhe sh0q e masihaii bahut h,
L0g0n sy ta'aaruf na k0i jan na pehchan,
Dil h k esi bazm ka shaidaii bahut h,
Galy0n mn magar k0i dareecha nhi khulta,
Aapas mn yahan sh0r e shanasaii bahut h,
Shamein hen t0u veran c barsat mn jana,
Kehne k0 bhara shehr h, tanhaii bahut h.

No comments:
Post a Comment